Wednesday 29 June 2016

On Page Seo: Optimization Ke 15 Killer Techniques In Hindi

Hello friends my name is shubham. And I am going to show the way how to get more organic traffic by using on page seo and some seo tips and tricks.
On page seo 15 tricks
yaha baat on page seo ke baare me hai jo seo ka ek part hai basic roop se seo 2 Types ke hote hai...

(1)- On page seo (iske baare me main iss post me batauga.)
(2)- Off page seo

On page seo ek aisa trick hai Jiska target post likhte time uss post ko iss prakar se optimization karna hota hai jo search engine me achi ranking aur jyada organic traffic blog me la sake...

On page seo techniques


friends ager aap apni blog post ko seo ke hisaab se optimization (Seo friendly) bannte hai tab apko search engine se jyada traffic aur apki website ki ranking bhi badhti hai.

1- Post Title

post title seo ka bahut important factor hai kyuki post title apke readers ko apke blog me lata hai ager apki post bahut badiya ho aur apne title me dhyn diya ho tab bhi apki post ko search engine se acha response nahi mil sakta..title likhne ke kuch tip dene jaa rahu jisse aap jaan jayege ki post title kaise likhe..

1.1- Title ke suruaat me Target kiya hua keyword rakhe.
1.2- Title ko bada rakhe kyuki jyada keywords se post ke search engine me aane ke chance badege.
1.3- Ek keyword ko  repeat naa kare jaise- on page seo kya hai aur on page seo se blog ko optimization kaise kare 
1.4- Title me numbers aur fomous worlds like top, best important , helpful ka use kare.

2- Post Permlink

Post title ke baad jo on page seo factors me most important role play karta hai use permlink kahte hai isme bhi apne targate kiye keywords ka use kare.

2.1- Tearget kiye keyword ko suruaat me rakhe
2.2- permlink ko jitna ho sake chota rakhe usme jo extra worlds ko remove karde.

3- Post Headings

Post title aur permlink ke baad most important factor of on page seo is Hadeline tags jise H1, H2, H3, Tags ke naam se bhi jante hai ager apne tags ko sahi tarike se use kiya to aap kaafi traffic paa sakte hai apne blog ke liye. "Sahi tarike se kiya gaya 1 post jiska on page seo complate ho wo bina seo ke niyam kaa paalan kiye gaye 100 post se jyada traffic apke blog me laa sakta hai" Post ki heading ke liye kuch tips jisse aap post ki heading seo ke liye optimization kar payege..

3.1- H1 heading ka use post me 1 Time hi kare.
3.2- H2,H3 heading ko bar-bar repeat naa kare
3.3- post me target kiye keyword ko 2 heading ke allwa 3ed heading me use naa kare.

4- Drop keywords in 1st 100 worlds

seo ke sabhi parts ko fallow karna jaruri hota ager apne kuch miss kar diya to ho sakta hai apko utna traffic naa mile jitna apne expect kiya tha.. article likhte time 100 se 150 worlds ke ander apne 3-4 keyword ko drop karna jaruri hota isse google ke robots ko pata chal jata hai ki post kis baare me hai.

5- Keyword

keywords ek important factor hai on page seo ka aj ki date me lagbhag her ek successful bloggers bina keyword research ke post nahi likhte kyuki bina keyword research aap jyada traffic apne blog me drive nahi kar sakte. Keyword research ke tips.

5.1- Keyword research ke liye hamesh Google Keyword Planner ka use kare (its free).
5.2- Target Keyword ke allawa related Keyword ko find kare jinke monthly search jyada ho aur use apne blog ki post jaha jarurat ho waha post kare.
5.3-  Target kiye Keyword ki density 1-3% se jyada nahi honi chahiye yaani 1000 worlds ki post me 10-30 keywords se jyada naa ho...

6- Drop search related keyword

jab bhi ham google me koi keyword ko search karte hai to web page ke last me jo related keywords hote hai un keywords ko apni post me dalna cahiye ise post ko search engine se jyada traffic milta hai
On page seo search releted keywords
yaha per jo on page seo wiki aur off page seo jaise keywords related keywords me ate hai jinko chun kar apne post me jarur daale kyuki kai log in related search ko open karte hai ager apne apne post me in related search ko jagah di hai to search engine se visitor jyada milege...

7- Optimize image

article likhte time kewal world hi kaafi nahi hota usme image bhi dalni hoti hai kyuki 1image= 1000worlds image ko post me dalte time image optimize karne ke kuch tips.

7.1- Image ka size chota rakhe
7.2- image ko name de (ager apne image seo ki hai to aap use on page seo naam de sakte hai).
7.3- image me alt tag aur title tag daale.
7.4- post me jitni image ki jarurat hai utni hi image daale.

8- Highlight, bold, italic, underline Keyword

important keywords ko highlight, bold, itlic, aur underline kare pure post me kam se kam 1-1 keywords sabhi ke hone cahiye iska jyada use naa kare nahi to ye bad seo hoga..

9- Internal and external link

Internal link- jab bhi aap koi new post likhte hai to usme apni old post ke link ko add karne ko internal link kahte hai, ye bahut hi kargar upaay hai blog ke traffic badhne ka aur bonus rate kam karne ka ye seo ke liye bahut acha hota hai ek new post me 4-6 old internal link jarur rakhni cahiye.

external link- jab kisi post me ham dusre ke site ki link ko add karna external link hai ye apni website ki rank badhne ka acha upay hai kabhi kisi gandi site ki link apne blog se naa jode nahi to apke blog ki ranking low bhi ho sakti hai..

10- Meta tag Description

Meta description bahut important factor hota hai on page seo ka. meta description me aap post ka 160 worlds me summary likhna hota hai, ye google me title ke niche najar aata hai aur bahut saare visitor isko padh kar site me visit karna pasand karte hai...

11- Labels on post

post me labels bahut important hota hai aur ye seo ke liye bhi acha hota, blogging me labels ek tarah ke folder hote hai jis tarah ham alag-alag files ko alag folders me rakhte hai thek usi tarah bloging me alag-alag post ko usi ke hisab se labels laga kar rakhte hai.

11.1- Lanels me un keyworlds ka use kare jo jyada search kiye jaate ho.
11.2- Labels ko interesting banaye.

12- Website ki loading speed kam kare

on page seo me sabse important fact website ki speed hoti kyuki Google apke website ke time ko record karta hai yani ager apki website 4sec se jyada time me khulti hai to ye seo ke liye bilkul sahi naahi hai. website ki speed check karne ke liye click hear Website, blog ki loading speed kam karne ki tips

12.1- Jarurat se jyada widget ka use na kare
12.2- apni website me 3-4 ad banners se jyada use na kare
12.3- apne template ko customise karke website ki speed improve ki ja sakti hai...

13- minimum 700 worlds per post

jab bhi koi post likhe to usme kam se kam 700 worlds jarur ho normally yahi dekha jata hai ki jin logo ki post badi hoti hai wo jyada search me dikhayi deti hai, main to kahuga ager apko seo se batter result cahiye tab apko 1000-2000 worlds ki post karni cahiye....

14- Improving your fault

maine kai aise new bloggers ko dekha hai ki jab wo koi new post likhte hai to use turant publish kardete hai use ek baar bhi read karna jaruri nahi samajte, aisa nahi karna cahiye aap jab bhi koi new post likhte hai to use ek baar jarur padhe kyuki ager apse spelling fault bhi ho jata hai aur apke visitor ne use pakar liya to wo kya sochega.... isliye apni faults ko sudhare...

15- Keyword placement and important topic

on page seo ke baare me aap sab jan chuke hai ab keyword placement me aap janege ki keyword ko post me kaha-kaha place kare ki search engine se hame aur jyada traffic mile..

15.1- Keyword placement

  • Title ke suru me keyword place karna.
  • Permalink me keyword place karna.
  • Heading me keyword place karna.
  • Meta description me keyword place karna.
  • First 100 worlds me keywords place karna.
  • Related search ke keywords ko post me place karna.
  • Image ke Alt aur Title tag me keyword place kare.
15.2- Important topic

  • Post ko 700worlds se badi rakhe.
  • Title me ek keyword 2 bar repeat na kare.
  • post me important world ko highlight, bold, italic, underline kare.
  • website ki loading speed kam kare
  • labels ka use kare.
  • Permlink ko short rakhe.
  • Search description ka use kare.
  • Internal and external links ka use kare.
  • Target kiye keyword ki density 3% se kam ho.
Waise to on page seo ke baare me jo kuch bata do sab kam hi lagta hai, Per aaj ke liye bas itna hi. aur apke paas isse related koi question ho to use comment box ke jariye puch sakte hai, aur apke paas on page seo ki koi trick ho jise maine apni post me naa likha ho use hamare saath share kare.....



Read more ...

Thursday 5 May 2016

Facebook Sign Up Kaise Karte Hai puri jankari

Hello friends hamara pichla artical Template change ke baare me tha, blogging se releted kisi bhi article ko padhne ke liye CLICK HEAR. aaj ka haamara post Facebook me Sign Up Kaise Kare yani new account kaise baaanate hai.. to chaliye topic me aata hu.
Facebook new account kaise banaye

Facebook Kya Hai
aaj ki duniya me lagbhag aisa koi nahi hoga jisne kabhi Facebook naam suna naa ho, facebook abhi tak ki saabse badi social networking site hai. ye site 2004 me baanayi gayi hai. aur iske CEO mark zuckerberg hai.
iss site ke jariye aap apne door rahne waale friends and family members se contect kar sakte hai apne movements ko ek- dusre ke saath share kar sakte hai aur facebook per hi new friends bana sakte hai.. aur apni life enjoy kar sakte hai....

Facebook Me Sign Up yani New Account Kaise Banaye

step1- go to www.facebook.com
step2- click on Sign up.. sign up me click karte hi ek page open hoga.
Facebook Sign Up Kaise Karte
step3- yaha apko apni puchi gayi details ko sahi sahi dalna hai. isme apna name aur email ya mobile no. iske alawa password aur birthdate chun kar sign up karde... ager apne apna email dala hai to facebook ki taraf se ek email ayega usme ek link hoga jisse apna account ko verify karna hoga, aur ager apne mobile number daala hai to apke mobile pe code ayega jisko apko facebook me daalna hoga jisse apka account verify hoga... iss tarah aap Facebook Me Sing up yani New account Bana sakte hai..

apko meri ye post kaisi lagi jarur baataye koi problem ho to comment me puche...

Read more ...

Wednesday 4 May 2016

Blogger Templates Ko Kaha Se Download Kare Aur Template Kaise Change Kare Blogspot Me

hello friends apne blogspot me free blog bana liya hoga ab apko iss post me main blogger theme (template) kaise download aur uske baad change karte hai iski jankari duga... normaly jo templates blogger me free me diye jate hai wo template ka look koi khaas nahi jiske karan vistors ko koi khaas pasand nahi aata.. kyuki is time log khoobsurat chijo ko pasand karte hai isslye apne blog ko achaa dikhne ke liye apko css aur html5 ke templates ko apne blog me use kare.....

Blogsopt blog ke Template Kaha Se download kare

ager apko ache dikhne wale, seo friendly, ads ready template cahte hai to apko iss sites se template download karna cahiye..1- https://gooyaabitemplates.com/ 
blogger template site


Other Template site

2- http://designscrazed.org/
3- http://www.mybloggerthemes.com/
4- http://www.soratemplates.com/

ye kuch template ki site jaha se aap free me blogger ke template download karke apne blog ki theme ko change kar sakte hai.

Template Change Kaise kare

step1- go to Blogger.com iske baad apko template me click karna hoga.
Blogger template kaise change karte hai

step2- apko Backup and Restore ke option me click karke apne template ki xml file ko upload karna hai.
How to change template
to friends ab aap apne blog ke template (theme) ko download karna aur usko change karna jan gaaye hai..
ager kuch samaj me nahi aaya ya koi question ho post se related to comment me puche post aachi lagi ho to share karna na bhule.
Read more ...

Saturday 30 April 2016

adwords se Keyword Research For Seo Sahi Keyword kaise find kare puri jankari

friends keyword bahut important part hota hai seo ka kya aap jante hai ki sabhi successful bloggers most searched keywords ko find karke apni post me aise use karte hai ki aisa lage ye unki post ka hissa ho. caliye
aaj ham adworlds se keyworld research for seo kaise karte hai isi topic ke baare me apni post me batayege...
adwords se keyword research kaise karte hai keyword ki puri jankari
also read- blogger naa ban paane ke karan
also read- Youtube videos kaise download kare
keyworld kya hai
keyword ek aisa word hota hai jisse search engine janjati hai ki apka blog me kis tarah ki post ho rahi hai, manle ager apko koi mobile buy karna hai tab google me jin sabdo ko search karne me use kiya jata use keyworld kahte hai.  sahi tarike se keyword ka use karne se blog ki ranking badhti hai jisse apka blog search engines me upeer aajata hai..

Keyword Research se sahi keyword kaise find kare

Internet me keywords ko find karne ke liye google adwords ki keyword planner tool sabse aacha hota hai. ise lagbhag sabhi bloggers use karte hai, badiya kiyword research karne ke kuch tips-


1- post kiski hai aur google me usko kis- kis tarah search kiya jaa sakta hai. usko note karke keyworld research tool me unki mothly searches per month aur competiton ko dekh kar jyada search hone wale aur low competiton  wale keyworlds ka use karne se apko jyada traffic milega...

2- keyword Research me ek targeted keyword ko chune jiski monthly search jyada ho usko pure post 4-6 jarur use kare, kabhi bold karke italic aur under line ka use bhi kar sakta hai isse google ko pata chal jayega ki apki post kis baare me hai.

3- post se related keyword ko research karke pure post jaha jarurat ho use karna cahiye ise apka seo aur batter ho jata hai.

4- Blog ke labels me High quality ke keyword ka ka use kare kyuki search engines ke robot apke blog ke labels ko  bhi index karta hai isse apka traffic badhega.
note- target kiye huye keyworld ko 1.5-2.0 ke anupaat me hi use kare nahi to google apke post ko spam maan sakta hai ....

Keyword placement kaha kare

1- Title
2- 1st paragrahap me 
3- permalink
4- post ke last me
5-Description me
6- image title aur alt text me

to iss tarah aap keyword research seo ke mutabik optimization karke badi matra me organic traffic apne blog me laa sakte hai...
meri ye kuch seo tricks apko kaisi lagi jarur bataye, post ko share karna na bhule.....







Read more ...

Sunday 24 April 2016

HTTPS Se Blogger Blog me Security Batter Kaise Karte Hai

friends aap jante hai custom domain user nahi hai to blogger me HTTPS ko on karke apne blog ki Security ko aur Batter kar sakte hai, HTTPS ka matlab Hyper Text Transfar Protocol Security hai isse apke blog ko hack hone ke chance bahut kam ho jate hai...



HTTPS ko use karne ka faydaa (proffit)

1- HTTPS use karne se apka blog secure ho jaata hai.
2- apka data koi badal nahi sakta hai.
3- haamre aalwa kisi aur ko haaamri site ki info nikaalna muskil ho jata hai..
4- HTTPS se personal information publice nahi jaaan pati hai....

HTTPS ko Blogger ki Security batter karne ke liye kaise on kare

go to Blogger>> Settings me jaaaye. yaha per apko HTTPS availability ka option dikhai dega.

HTTPS kaise enable kare blogger blog me
ab apko https availability ko yes kar dena hai, ab apka blog puri tarah se secure ho chuka hai..
also read- Robots.txt kaise jodte hai blogger me
also read- Meta-Tags ko blog me kaise jode
also read- post ko 2min me google me kaise late hai
apko ye choti si post HTTPS Se Blogger Blog Ki Security kaise batter kare kaisi lagi comment ke jariye jaarur bataye, post pasand ayi to share kare...
Read more ...

Saturday 26 March 2016

Kya karan hai blogger blog bana kar Fail ho jate hai

hello friends aj ham janege ki kyu blogger blog bana kar fail ho jate blogging me! waise to 5 out of 4 bloggers ki yahi kahani hai.
waise to blogging kuch logo ko starting me online paise kamane ka sabse aasan jariya samjh me ata hai isi karan wo blogging karte hai par unme se 90% quit karne ka sabse bada karan blogging me intresst paise ki wajah se hona naa ki apne sokh ki wajah se  friends mera manna hai blogging ko shokh ke liye kiya jaye to vistor ki chinta utni jyada nahi hogi aur app blog me post karte rahege..
aap paise kamane ke liye blog na bana kar ager ho sake to logo ki help ke liye blog banaye ye ek best tarika hai apne blog ko success karne kaaaaa........
make-moneyhome.blogspot.in
blog baana kar fail hone ka #1 karann
blog bana ker fail ho jana iska sabse bada karan traffic ka na aanaa.. ye bahut sare blogro ki prablem hoti hai unke blog per bahut ache article ke bavjud unhe traffic nahi milta kyu ki unko seo ki sahi jankari nahi hoti... 
blog ke seo se related kuch important jankari-



#2 time na de Panama

Time bahut important hota hai kisi jagah apna mukam hasil karne ke liye. Har kaam ka ek nischit samay hota hai
Aur yadi aap blogging me time nahi de pate to aap blogging  ki safal nahi ho sakte ek din me  kam se kam 1h ka time jarur de.

#3 subject wise jankari ki kami

Friends aksar dekha gaya new bloggers jyadatar Seo, blogging, aur make-money, se releted post jyada likhte hai. Aur unko khud ko iss bare
me jankari nahi hoti.Asia naa  kare sahi jankari apne visitor tak pahuchyege aur wo unke liye helpful hogi. Wahi post kare jiske bare
me sahi jante ho...

#4 Title post ka sahi naa hona

Aksar yahi dekhne me aata hai ki post ka title post ko maich nahi karta
Ya fir apne blog me jyada visitor ke liye post ka title aalag daal dete ho
Sakta hai ki kuch time ke liye profit ho jata hai per yahi trick apke permanent vistor ko nahi banne deti hai.

#5 Negative socna

Blogger me blog bana kar fail hone ka ye bahut bada kaaran
Hota hai yadi apko blogging me safal hona hai to apne ander positive soch rakhni hogi. Kyuki har blogger ka ek din hota hai..... Aj ke liye bas iyna hi...

Youtube ka best downloader
Top 5 android mobile under 5000
Mobile root kare without pc

Friends post ko "like" aur "share" jarur kare.



Read more ...

Thursday 24 March 2016

blog ke liye bilkul free Custom Domain kaise regesterd kare

Friends main janta hu ager ap ye post padh rahe hai to iska matlab apne Blogger per Free blog bana liya  hoga.lekin apko blogger blogspot.in ya com is tarah apko sab domain deta hai ager apko is sab domain ko hatana hai to app godaddy se 99rs/m ka domain kharid sakte hai. Ya fir blog ke liye bulkul free custom Domain ko regesterd karle.

Seo ki saari padhne ke liye click kare

Free custom Domain ke fayde.-

Kya ap jante hai blogspot.in sabko pata hota hai ki ye ek free service hai per ye kitne log jante hoge ki .tk .cf ye Domain bhi free hote hai.
I think 25-30% logo jante huge ki .tk service free hoti hai aur 70% apke .tk ke domain se impressed hoge. Jisse apki site ki traffic badhegi.

make-moneyhome.tk


Free custom Domain kaise regester kaise kare.-

Click kare freenom jane ke liye  Ab apko apna  site ke liye free domain search kare-
make-moneyhome.tk

Iske baad apke samne kuch option ayega jisme apko free wale domain ko chune.
make-moneyhome.tk

Get it now per click karke apko chekout karna hoga. Chekout ke doran kisi prakar ke payment ki koi jarurat nahi hai.

Note- friends maine free Domain yani (.tk .cf .ga .ml) ki baat  
Apne is post me ki na ki (.com .in)....

Post pasand aane per LIKE or SHARE jarur kare.

Read more ...

Monday 21 March 2016

blogger blog me HTML-javascript kaise add kare

Hello friends kya app Blogger me apna kisi prakar ka widgets jodna caahte hai. Yadi ha to caliye jante is post me blog me HTML-javascript kaise jode. Stape by stape.


Kya hota hai HTML-javascript..

Friends waise is morden jamane me aap HTML-javascript ke bare me suna hi hoga.
Ager nahi jante to main apko bata deta hu 
ki HTML-javascript ek prakar ki computer
Ki language hoti jaise hame ek-dusre se communication ke liye language (Hindi,English) ki jarurat hoti hai, usi tarah
Hame apni baat computer ko samjane ke liye (HTML-javascript,C) language ki jarurat hoti hai.

Blogger me HTML-javascript kaise joode:-

Goto-Blogger-layout ab apko yaha per
Add a Gadget ka option dikh raha hogs
Isme click karde new window khul jata hai
Isme kai option hoge apko HTML-javascript
Ko chune..
make-moneyhome.blogspot.in

Ab isko chune per apse title me apne widgets ka name daale aur fir uska HTML-javascript code
Dale fir save karde thats it.

Friends ager post acha laga to LIKE aur SHARE karna na bhule. Post se releted help cahiye to  comment kare...


robots.txt kaise jodte hai .
Sitemap submit kare blog ke liye.

Read more ...

post ko google search me 2min me kaise laye

Hello friends aj ham post ko google search 2min me kaise laate hai iski topic par baat karrge..... Waise to aap sab jante hoge normally google kisi post ko index karne ke liye
1 din ka time lagata wo bhi site ki rank achi ho tab nahi to 2-5 din bhi lag sakte hai. Yadi hamko koi post urgent Google search me Lana ho tab ham kya kar sakte hai. Caliye jante hai.!!

Post ko Google search me jaldi kaise laye....

Stape.1.-Sabse pahle apko post ka On page seo complete rakhe. Kam se kam 500 keyworld ka post likhe. Per post ko publish karne se pahle uska 
Title, URL, search description, H1 H2 heading per dhyan de taki apki post pahle search ane layak to ban jaye fir publish karde.

Post ko Google search me Lane ke liye ab ap
Ready hai now go to- Google webmasters fir ap
Apni site ko chune iske baad.
Crawl-Fetch as Google me click kare
make-monehome.blogspot.in

Fir apko apna publish kiya url dalna hai.
Man le apki post ka title- google search me post jaldi index kaise kare
To apka url hoga- http://yourblog.blogspot.in/03/16/google-search-me-post ab apko http://yourblog.blogspot.in  isko chodkar baki url ko fetch as Google karde iske baad submit to index kare is tarah ap 500/month post ko index kar sakte hai. fir 2min baad
Google me apni site check karle...

NOTE- Ager ap roj post karte hai tab apki post index 2min me hogi nahi to 2 ghante tak ka time bhi lag sakta h.....


post kaisi lagi hame jarur bataye apne comment ke jariye. LIKE and SHARE kare..

Blogging se releted post aur padhne ke liye Click kare
Read more ...

Wednesday 16 March 2016

Google me blog create karne ke baad kya kya karna cahiye

Google me blog create karne ke baad kya kya karna cahiye.

Hello friends mera naam shubham hai. Aj main blog create karne ke kya kare waise friends main ek post me apko sab kuch to nahi. But important chijo ke janne ke liye ap bilkul sahi jagah aye hai.

Chaliye mudde me ata hu.!!! Per ise pahle ager apne blog nahi banaya to Blog bana le.

make-moneyhome.blogspot.in

Google me blog create Karne ke baad google ki is service 
Ka use jarur kare.

(1)- Google analysis

Ye sabhi website or blogger ke bahut important service hai iske jariye ham apne visitor per najar rakh sakte hai. Aur unka behavior 
Jan skate hai ki unhe hamari site me kis tarah ki post padhna 
Pasand hai. Is tarah ham visitor badha skate hai.

(2)- Google webmasters tools

Friends webmasters me itne sare featured hai. Ki iske bare 
Main abhi is post me nahi bata sakta iske liye baad me 
Alag se post likhuga.

(3)- Keyworld planner tool

Ham apni site me Sab kuch karte hai per keyworld sahi nahi dalte
tab hamari site jyada search me nahi aati ise hame visitor kam milte h.

Blog create karne ke baad seo complete rakhe

Friends ye sabse importante hota hai apke blog ke liye ise bahut dhyan karna cahiye. Kyuki seo hi apke  blog ko Google search me lata hai Seo ki post ke liye yaha click kare

 Ab post likhne bathte apke samne sabse badi 
Problem ki kis topic me post likhu.
Bloggers ki yah problem ap Hubspot.com ke jariye
Solve kar payege isme apko post se related 3 keyworld dalne hote hai 
Aur apko post ka topic mil jata hai.

Friends aaj ke liye bas itna hi
Ager apko meri post pasand ayi
Ho SHARE jarur kare hamare fb page
Like karna na bhule.....

Read more ...

Friday 26 February 2016

robots.txt file add kaise kare or ye kyu jaruri hota blogger me

Hello friends aap sab jante hai ki robots.txt apke blog ya site me liye kitna important hota hai.
Ager ye galat ho jaye to apki site ko search engine
Ignore kar sakta. Islye is post ko dhayn se padhe.
blogger me robots.txt kaise edit kare
Add caption

Blogger ki puri jankari ke liye click kare

Robots.txt kya hai..??

Ye coman sawal hai main iske bare me yahi kah sakta hu ki ye
Ek robot hai jo google ko batata hai ki ham apni site me kya
Google me dikhna cahte hai aur kya nahi dikhana cahte.

How to solve biggeast problem with add robots.txt in blogger Hindi me.


Sabse pahle aap apne blog ki SETTING-SEARCH PREFERENCES me jaye.
Iske baad apko CUSTOM ROBOTS.TXT ko enable kare uske ye code copy karke iske sitemap ko apne sitemap se replace karde fir o
Robots.txt me code ko daal kar save kar de.


User-agent: Mediapartners-Google 
Disallow: User-agent: * 
Disallow: /search 
Allow: / Sitemap: http:/make-moneyhome.blogspot.in/sitemap.xml

NOTE- Ager apko koi baat nahi samaj ayi 
To comment karke puche kyuki ager apne
Kuch bhi galat kar diya to apko google se
Traffic nahi milegi.

Apko meri ye jankari kaisi lagi. Apne comment ke dwara jarur bataye aur post achi lagi to LIKE aur SHARE Kare. 

Read more ...

Sunday 21 February 2016

blog ki ranking kaise badhaye aur google search me top me kaise aane ke 7 fadu tarike in hindi

7 Things Your Competitors Can Teach You About Increase blog rank. apne blog ki ranking badha kar google scarch me top per kaise aate hai:-



hello friends aap yah post padh rahe hai iska matlab apne apna blog bana liya hai
ager nahi banaya to aap yaha click karke apna free blog banale
chaliye sidhe ham topic pe aate hai. aap sab to jante hai ki ek blog(website) ke
liye rank kitni inportent hoti hai chahe wo alaxa ki ya google ki ho. aaj ham blog ki
ranking badhane ke liye 7fadu tricks ke baare me batayege.......
google ranking



businessman bane click kare

#1.- Guest blogging se blog ki rank badhye.


guest blogging
apne topic se releted high traffic blog per guest post likhne apka bahut jyada fayda
hota hai. man lijiye ki aapke blog me 500 daly vistor hai aur apne kisi high traffic
blog jiske 50000/daly vistor hai usme ek guest post kiya hai to uski site se dely apki site
me ager 1000 vistor bhi aate hai to apki 1500/daly vistor ho jayege. yani apka 3 guna
profit hoga ise profit badhne ke liye 1month me kam se kam 2 guest post kisi high
traffic blog me jarur kare.isse apki blog ki ranking bhi badhti hai.

#2.- Social networking se blog rank kaise badhte hai.

social networking se blog rank kaise badhte hai
 friends aap sab jante ki aj kal social network caroro log use karte yadi traffic ki baat kare
to aap yaha se bhari matra me traffic laa sakte hai aur apne social midea per apne website ya
ya blog ka page bana kar use apne blog se jodkar apne blog ki ranking bhi bada sakte hai..

#3.- Site comment.

yah ek acha tarika hai apne blog ki rank aur traffic badhne ka apko bas itna karna hai ki
high traffic blog ko subscribe kar de jab unki nayi post aaye to bas sabse pahle comment
karne ki kosis kare aur usme apna link jarur chodde. ise apki ranking ke saath traffic bhi badhega...

#4.- question ke answer de.

 apne blog me puche jane wale sabalo ke answer jaldi dene ki kosis kare.. iske alawa
aisi kai site hai jisme log sabal puchte hai. jaise- yahooanswer.com usme ja ker apne website se releted topic ke question ka answer jarur de isse apki ranking to badhegi aur traffic bhi badhega.

#5.- Complate seo.

yadi apne blog banaya hai aur seo complate nahi hai to apko google ka 80% traffic nahi milega
aur aap blogging me successful nahi ho sakte isliye Seo complate kare......

#6.- Copycat na bane.

friends yadi aap dusro ke blog se copy karke kuch chije change karke use apne blog me post
kar dete hai to aisa bulkul na kare post apne se likhe kyuki google bahut advance ho gaya hai
aur aap yadi aisa karte rahege to google apki site ko search me show karna band karde ga aur apko traffic nahi milega. aur apki ranking hi kam ho jayegi isly copycat na bane........

 #7.- title bada aur jayda search me aane wale ho.

jab aap post ka title likhte hai to uspe jyada dhayn na dene ki galti na kare kyuki post ka
title hi apke 75% traffic dilata hai. title likne ke liye 5 chijo ka dhyan rakhe.
1.- us title ka use google me kam logo ne kiya ho
2.- jyada scerch kiye jane wale keyworld dale
    exemple- seo
3.- title ko chota na rakhe kyuki jitne jyada keyworld utne chance scerch me aane ke.
4.- question solver title rakhe.
    exemple- meta tags ko seo ke liye kaise jodaa jaye hindi me.
5.- title me kya, kaise ,how inka use jarur kare.
chaliye aaj ke liye bas itna hi. ager apko mera post pasand aya to
'LIKE' aur 'SHARE' jarur karde taki ye jankari dusro tak pahuch
sake.... kisi ko koi paresani to sidhe comment box me post kare.

 

 



 

Read more ...

Saturday 20 February 2016

meta tags ko seo ke liye sidhe apne blog ke template mein kaise jodte hai

Blog ke traffic ko badhaye meta tags ko blog me add karke:-


hello dosto aj ham kisi bhi blog ya website ke ek eham hissa 'meta tags' ke baare me jaanege meta tag hamari site ke liye bahut jaruri kyuki isse hamare blog ki jankari google tak pahuchti hai.
affiliate marketing se paisa kamaye

top 5 mobile under 5000 range
Description:- is jagah apko apne site ke bare me 160 sabdo likhna hai jis tarah mine likha hai
make-moneyhome::internet ki puri jankari isko hata kar apni site ke bare me likh de.

Keyworld:- isme apni site ke keyworld likhne hai jaise- blogging, make-money etc 4-6 topic daal de
jo apki site ke topic ho......

Author:- yaha apko apna naam dalna hai. taki google ko pata chal jaye ki apke blog me post
app karte hai.... ap chahe to apne author ka naam daal sakte per apna naam hi daale...

Language:- isme apne site me use hone wali  language ko daale...

saccessful businessman kaise bane yaha jane

Country:- jis country me rahte uska naam dale....

Robots:- isko all rahne de......

What Will Meta Tags Be Like In 100 Years?

iss meta tags ko copy karke notepad me paste karle apne website ke hisab se is code ki jankari
ko change karle

<b:if cond='data:blog.url == data:blog.homepageUrl'>
<META NAME="Description" CONTENT="make-moneyhome::internet ki puri jankari hindi me." />
</b:if>
<META NAME="Keywords" CONTENT="Blogging, Seo, Earn-money, Mobile-tricks, Affiliate-marketing" />
<META NAME="Author" CONTENT="yaha apna naam dalna hai" />
<META NAME="language" CONTENT="yaha apni laguage dalni hai" />
<META NAME="Country" CONTENT="INDIA" />
<META NAME="Robots" CONTENT="All" />

ab apko bloggerme jakar templat-edit html per jaye aur <head> ko search karke
meta tags ko paste kar de........

apko meri ye jankari kaisi lagi hame apne comment ke jariye bataye.
ager post pasand aya to hame 'LIKE' karna na bhule. krapya isko 'SHARE'
kerke aur logo tak ye jankari pahuchne me help kare... THANK YOU,....
Read more ...

Wednesday 17 February 2016

How to become a successful businessman in hindi (janiye business kaise kiya jata hai)

business
hello friends aj main fir agya naye article Ke Saath.
 Aj main apke saath business ke bare me
Baat karugea

MOBILE UNDER 5000 CLICK HEAR

(1) - kya hai business?
(2) - kaise business kar sakte h?
(3) - business kitne prakar ka hota h?

DOWNLOAD YOUTUBE VIDEOS

Business ke prakar:-

WAise to sabki apni alag sooch ho sakti h. Per
Mere hisaab se business 2 prakar me bata ja sakta h.
(1)- online business
(2)- offline business

(1)- online business ke prakaar..--

Online business Karen ke liye hame ek computer
Internet aur thoda sa internet gyan itna apne blog 
Per sabhi likhte h. Ek jaruri chej likhna to bhul jate 
H.wo hai bahut sari mehnat. 
Ap sochte h ki aap online business  karke sucess
Ho sakte h. To apki soch galat nahi  ap online 
Business kar sakte h per  is kam me mahnat 
Bahut karni padti h. Aur iske baad bhi apko online
Kam krna h to main apko batata hu ki online 
Business kis-kis tariko se kiya  ja sakta h

APNE MOBILE KO ROOT KARE (WITHOUT COMPUTER)

(2)- offline business :- 

Offline business karne ke liya apko thoda  
Investment karni hoti h. Aur ek  plan ka  bese 
Banana padta h Market research karke. Example ke 
liye mainApna banaya business plan share karta
Hu.mera ye business memory card per h.
Ek samay memory ka rate 80rs me 2gb ka hota h
Aur after 6month wahi memory 2gb ka rate 220rs
Tak ho jata h.
Apne yadi 80ke hisab se 1000pes memory card 
Kharidi yani 1000*80=80000 paisa fasaya.
After 6month apne wahi memory ek 
Wholeseller ko 180 me sell kardi Jabki 
Market price 230 h. To WO seller  sari 
Memory apse kharid lega
1000*230= 230000 rupiya apne  kama liya.
230000-80000=150000 rupya  apka profit h.
Yadi apke paas bhi koi business plan h to use 
Comment box me post kare.
Kyuki batne se Gyan badta h.

APNE DIL KI DEAL PAYE CLICK HEAR

Post acha lage to "LIKE" aur "SHARE" karna bhule nahi...........


Read more ...

Friday 12 February 2016

make money at home affiliate marketing se online paise kamane ka zabardast tarika

Hello friends aap sab to jante hoge ki internet me paise kamane ke bahut sare raste h.(many way to earn money online) per jayda tar log internet me log affiliate marketing ke madym se paise kamate hai. Aj ham bhi isi bare me baat karege.


Kya hai Affiliate marketing..

Internet me kisi site ke affiliate program me 
Sing up kar ke uske praduct ko apni site,blog
Me laga kar ya pramot karte hai. Aur jo bhi 
Hamare lagaye product ke link me click kar
Ke use Buy kar leta hai tab hame us praduct
Ko sale karne ka commisan milta hai.

affiliate marketing
Add caption

Kya-Kay jarurat padti h in affiliate marketing.

(1) ek blog(website) aap yaha click kar jan
Sakte hai ki Blog kaise banaye

(2) Dumdar traffic bina traffic aap se kuch
Nahi kama payege is liye sabse pahle

(3) kisi affiliate program me ek account banana
padta h jaise amazon, clickbank etc
Apko jis bhi site ke program me interest ho
use join karle.

Bus ab app ko jis product ko pramot karna ho
usko chune aur use apni blog(website)
Per laga kar kama sakte h....

Ager aap naye hai aur aap affiliate ke madhyam se kamana cahte hai to main
Kahuga ki aapko kahuga ki ap amazon ka affiliate hi join kare

Reason kya hai Amazon join karne ke piche-

Amazon ke Commission rate jayda hai
See rate list:-
amazon affiliate market
Add caption
amazon ek trusted brand hai aur isme site stripe
ka option bhi hai iska use kar aap apne product
jisko pramot karna hai use socle network per
bhi daal sakte ye suvidha ka upyog kar jo low
traffic blog(wabsite) wo bhi thoda bahut kama
sakte hai...
Ager apko amazon affiliate join karna
 hai to CLICK HEAR


Ager apko mera post pasand aya
to ise "LIKE" aur "SHARE" karna
Na bhule......................





Read more ...

Wednesday 3 February 2016

Behtreen Deals::-Top 5 android Cell phone (mobile) under in 5000 in india 2016

Hello friends I am here to show you top 5 mobile under in 5000.

(1)XOLO One HD
Rate - 4777/-
(1)- 8MP (1.4 µm and 5P lens) primary camera with auto focus, flashlight and 5MP (1.4 µm and 4P lens) front facing camera with flashlight
(2)- 5-inch (12.7 centimeters) HD IPS capacitive touchscreen (5 point touch) with 720 x 1280 pixels resolution and 294 PPI pixel density
(3)- Android Lollipop v5.1 operating system with 1.3GHz Cortex A7 MT6580M quad core processor, ARM Mali400 MP2 GPU, 1GB RAM, 8GB internal memory expandable up to 32GB and dual micro SIM (3G+3G)
(4)- 2300mAH lithium-ion battery
(5)- 1 year manufacturer warranty for device and 6 months manufacturer warranty for in-box accessories.
                    CLICK HEAR TO BUY NOW

(2)- Karbonn tatium Dazzle s201
Rate - 4649/-
(1)- 5MP primary camera with flash and 2MP front facing camera
(2)- 5-inch (12.7 centimeters) capacitive touchscreen
(3)- Android v4.4 KitKat operating system with 1.2GHz quad core processor, 1GB RAM, 8GB internal memory expandable up to 32GB and dual SIM (GSM+GSM)
(4)- 1850mAH lithium-ion battery
(5)- 1 year manufacturer warranty for device and 6 months manufacturer warranty for in-box accessories.
                      CLICK HEAR TO BUY NOW

(3)- Intex Cloud Zest
5MP primary camera with HDR, capture image during recording, slow motion video recording and 2MP front facing camera

  • 5-inch (12.7 centimeters) HD IPS capacitive touchscreen with 1280 x 720 pixels resolution and 16.7M color support
  • Android v5.1 Lollipop operating system with 1.3GHz quad core processor, 1GB RAM, 8GB internal memory expandable up to 32GB and dual SIM (GSM+GSM)
  • 4000mAH lithium-polymer battery providing talk-time of 15 hours and standby time of 500 hours
  • 1 year manufacturer warranty for device and 6 months manufacturer warranty for in-box accessories
  •                        CLICK HEAR TO BUY NOW


    (4)- Phicomm Energy 653 4G

    Rate- 4999/-
    8MP primary camera with auto focus and 2MP front facing camera

  • 5-inch (12.7 centimeters) HD IPS capacitive touchscreen with 1280 x 720 pixels resolution
  • Android v5.1 Lollipop operating system with 1.1GHz Qualcomm MSM8909 quad core processor, 1GB RAM, 8GB internal memory expandable up to 64GB and dual SIM
  • 2300mAH lithium-ion battery
  • 1 year manufacturer warranty for device and 6 months manufacturer warranty for in-box accessories.
  •                  CLICK HEAR TO BUY NOW

  • (5)- XOLO A550S
    Rate- 4349/-
    CPU: 1 GHz Dual Core

  • AndroidTM v4.2 Jelly Bean
  • Rear camera: 5 MP
  • Internal Memory: 4 GB
  • VGA Front camera
  •                       CLICK HEAR TO BUY NOW

    Read more ...

    Saturday 30 January 2016

    apne website(Blog) ka traffic badhne ka secrect hindi me

    The History of Secrect to increase Blog traffic in Hindi(blog ka traffic kaise badhye)


    Hello Dosto kya apki problem bhi blog me traffic ke naa ya bahut hi kam aane ki hai.

    To chaliye jante h ki blog me traffic kyu nahi aate aur iske kya karan ho sakte h.

    (1)-Blog ka Google search me na aana.ABHI SUBMIT KARE APNI SITE GOOGLE KO
    (2)-Blog ki post ka seo friendly na hona
    (3)-Blog ka template seo friendly na hona.APNE BLOG KE LIYE TAMPLATE CHUNE
    (4)-Blog ki post ka seo friendly na hona.
    (5)-Blog ka sitemap submit na hona.SUBMIT SITEMAP TO GOOGLE
    blog traffic

    (1)- Guest blogging

    Guest blog ke jariye badi matra per traffic ko apne blog
    me laa sakte iske liye kuch ache blog per guest bloging
    Kare. Example me main apko kuch ache blog keep
    naam deta hu.
    (1)- shoutmeloud.com
    (2)- hindimehelp.com ise aap sab jante hi hoge ye
    Kafi popular ho gaya hai.
    (3)- shaportmeindia.com
    Apko inke alawa aur kisi blog ke baare me jante ho to
    Ap usme bhi guest post kar sakte hai.

    (2)- Site comment ka use kare.

    Site comment ek bahut aacha rasta hai apne blog keep
    Link ko dusre kee jyada traffic wale blog me daalne ka
    Ise traffic ke sath blog ki rank bhi badhti hai.

    (3)- Search Description Dale.

    Search description ko jarur dale ise Google apke post ko
    Janega ki post kis baare me hai. Aur seo ke liye keyworld 
    Milega.

    (4)- Title unique dale aur lamba dale.

    Title ko lamba dalne se uske google search me aane ke chance badh jate hai
    Exemple- maan le ki apne Blog banane ki post likhi ab uska title kya dege.
    Small title- blog banane ka tarika.
    Big title- free me blog kaise banate hai janiye hindi me.
    Isme apke jyada keyworld search me aate hai.

    YOUTUBE VIDEOS DOWNLOAD KE LIYE CLICK KARE

    FREE BLOG KAISE BANAYE CLICK HEAR

    Janiye Paisa kamane k #1tarika online

    (5)- Apnea title se sambandhit keyworld ka use kare.

    Manle ki aapne ek traffic ki post likhi hai. Aur uska title- traffic ko kaise badhte hai 
    Isi tarah ka milta julta subtitle me like
    Jaise- traffc kya hai etc
    Ise apko jayada keyworld mil jayege 
    Aur apki site google me uper aayegi.

    Bes itna hi karne se apko google search se traffic milne lagega.

    Ager apko mera yah post pasand aya to please "LIKE" AND "SHARE" aur kisi bhi prakar ki help cahiye to comment on box.....!!!!






    Read more ...

    Wednesday 27 January 2016

    Apne mobile ko root kare bina computer hindi me

    Hello friend apne mera pichla post padha hoga. Ager
    Nahi padha to yaha pade:-PAISA KAMANE KA AASAN TARIKA

    Friends aj ham mobile ko root karne ke baare me janege.
    Q.1- Root kya h?
    Ans-Root ka matlab h jad. Ise ham yh kah sakte h ki mobile ki security ko buypass kar uski jad me jana hi mobile rooting kahlata h.

    Q.2- Root ke kya fayde aur kya nuksaan h?
    Ans- mobile root ke fayde:-
    (1)-ham playstore me uplabdh  app jinme root ki maag karta h unka use kr sakte h.
    (2)-apne android system keep UI ko change kar sakte h.
    (3)-apne processer ki speed bada kar mobile ki speed ko bada sakte h.
    (4)-custom ROM install kar skate h.

    Mobile root ke nuksaan:-
    (1)-root karne se warranty ka loss ho jata h isly ager apka mobile under warranty h to abhi root na kare.
    (2)root ke karne apki security buypass ho jati h to ager koi virus apke mobile me aa gaya to apka mobile dead bhi ho sakta h.

    NOTE:- maine apko root Karne ke profit or loss dono ke bare me bata diya h ager ap fir bhi root karna cahte h to root karne par apke mobile me koi bhi problem aane per make-moneyhome.blogspot.in yani main (Shubham Gupta) jimedaar nahi huge
    USE IT OWN YOUR RISK....

    Jnlaniye youtube videos kaise Download kare

    Janiye paisa kamana aasan h ya nahi

    Apne Blog Ka Sitemap Submit Ke Liye Ye Article Jarur padhe


    Root karne ke liye apko ek app download karna hoga jiska naam KING ROOT h.

    Is app ko download karne ke liye Google playstore  me jaker screch kar ke install kar lete ise open karte h.
    root mobile

    Is app ko open karne per apko ek  batton dikhai due us per click karte h to mobile root hone lagta h.dehiye is image me.

    Root ke 100% complate  hone tak intjaar kade aur jab 100% pura hoga to root successfully likh jaye to iska matlab apka mobile root ho chuka h....

    Ager aapko mera post pasand aya to krpya LIKE aur SHARE jarur kare. 

    Read more ...

    Tuesday 26 January 2016

    internet me online paisa kamaye aasani se

    Hello friends aaj main apko batauga ki ap kon-kon si site se ad code apne blog per laga kar paise kamane ki puri jankari duga.
    Usse phle apko blog banana hoga.kuch stape ka palan karna hoga.(1)-AP YAHA CLICK KAR BLOG BANANE KI JANKARI PA SAKTE HAI

    (2)-ab apne blog bana liya h an ap us blog ki traffic badhane ke liye blog ka google serach me aana jaruri hai.APNE BLOG KO GOOGLE ME SUBMIT KARNE KE LIYE CLICK KARE

    (3)-ab apne blog bana liya aur usko google me bhi submit jar diya hai.ab apne post ki jankari Google ko dene ke liye Sitemap submit kiya kya agar
    Nahi kiya to SUBMIT YOUR SITEMAP TO GOOGLE

    Ager apne 3stap ko fellow kiya an main batata hu paise kaise kamana h.

    En 3stape ke baad kuch log seedhe jakar chitika adsens infolink adhitz popads revenue per account  bana kar paisa kamane ki kosis karte h aur unmese 90% log paisa na kama pane se bloging quit kar dete hai. apke blog me 50 se bhi cam vistor aate hai. Aur ap ja kar
    As a publisher paisa kanane ko sochte h ye galat hai pahle apko  apne blog ka traffic badhana hoga
    Iske liye apko roj kam se kam 2 post kare aur dhayan rakhe ki post achi ho ap 30 dino tak post  kare to apke blog me 30*2=60 post hogayegi. Aur apke  vistor bhi 4000-8000 tak ho jayege aur ap
    As A Publisher $5-$10 doller kama sakege.
    Ager ap $5 doller ko indian rupiye ke hisab se dekhege to $1=66rupiya 66*5=330rupiya roj kama sakte hai.

    Ager apko mera post pasand aya to hame LIKE karna  na bhule

    Krapya is post ko Fb or Twitter me share kar is jankari ko jyada logo tak pahuchane me meri madad kare

    CLICK HEAR TO EARN WITH REVENUE BECOME A PUBLISHER

    Iisko bhi padhe:-
     Making money online easy or difficult

    Read more ...

    Sunday 24 January 2016

    Download kare youtube videos apne mobile per

    CLICK HEAR TO READ HOW TO CREATE A BLOG
    Hello friends aj main apko YouTube se video mobile me Kaise download kare ye janege.
    Chliye phle jaan le ki YouTube kya hai waise to app sabhi YouTube ke baare me Jante hoge magar Jo nahi jante une batana chauga ki YouTube ek video ki bahut badi site hai jaha roj million people apnea entertainment ya apni samaya ke samadhan ke liye YouTube per video dekhne aate hai.

    Ab apne Jan liya hai ki youtube kya hai. WiFi walo ke liye video watch Karna think hai. Per mobile data use karne wale ke pass data simit hota hai low data samasya ke liye ap online video na karke download karke dekha ja sakta hai.
    Ab app such rahe hoge ki YouTube se video kaise download kare apne mobile per Aap yaha click kar tubemate app download kare uske baad us app ko open kare WO kuch is tarah hoga
    IIsle baad app video scerch kare Jo video apko dekhni ho
    Usko open kare or download per click kre apke samne
    Video ko kis formate me download karna hai use chuna
    Hoga.
    Ab apko jis format me video chahiye us per click kare
    Aur dubara Download me click kar de. Apni video ko
    Pura download hone tak untjar kare. Ab ap download
    Pura hone ke baad video dekh  sakte hai.....

    Yadi apko hamari post pasand aayi to like kare.
    Krapya share baton ko use kar post ko facebook aur twitter per Share kare.

    CLICK HEAR TO SUBMIT SITEMAP TO GOOGLE

    SUBMIT YOUR BLOG TO GOOGLE SCRECH ENGINE

    EARN MONEY BY COMPLATEING TASK
    Read more ...

    Thursday 21 January 2016

    making money online is easy or not

    Kya app jante hai ye ek coman saawal h. Ki net she paisa kamana kathin ya saral h?

    Agr ap mujhse puchege to main kahuga yah work un logo ke liye kathin h jo sochte h ki ham ek blog bana kar usme ad laga kar chor dete h. Aur kuch samay baad Earning check karne chale aate h. Blog bas banane se earning nahi ho jati isle liye kai stape se gujarna padta h.

    Ex(1)- apna post khud likhna (churana nahi)

    (2)- apne blog ko Google yahoo bing search engines me submit karna.CLICK HEAR TO SUBMIT YOUR BLOG TO GOOGLE

    (3)- site map google me submit karna.CLICK HEAR TO SUBMIT SITEMAP TO GOOGLE

    (4)- apne blog ya site ko social networking me pramot karna.

    (5)- aur blog me template user friendly rakhna aane wale comment ka javab dena etc.....

    Aur sabse important sabara hona. WO to apne suna hi hoga yadi koi kaam karo to sabar rakho isse kaam ko safalta milti hai......

    Yadi aapko mera post pasand aaya to fellow kar sakte hai.

    Koi samasya to comment kare.


    Read more ...

    Wednesday 20 January 2016

    apni website (Blog) ka sitemap submit karene ki puri jankari hindi me


    (1):- CLICK HEAR Go To Webmasters

    (2):-Abmax-resultstle par click karegege to ek page khulega.kuch is tarah seee.
    (3):- ab sitemap per click karge to ek aur page khulega. Jisme  add aur tast sitemap ka option hoga.us per Click karege.

    (4):- Enter this sitemap:-
    atom.xml?redirect=false&start-index=1&max-results=500

    Ab is site ko submit kar de.

    Click Hear To Submit Your Blog To Google

    Read more ...

    apni free website(blog) banane ki puri jankari hindi me

    Hello my name shubham aur main aaj apko yah batauga ki blog Kaise banate hai. 
    Waise to aap sabhi blog ke bare me jante hoge. Par Jo nahi Janet unko batana chauga ki blog ek aisa madhyam jiske jariye aap aapni baat duniya ke saamne rakhte hai. Ab apne jan liya blog kya hai.

    Blog banana bahut aasaan hai. Bas apko ek gmail ki id ki jarurat hogi Jo app yaha bana skate hai.  CLICK HEAR

    Ab apke paas gmail id hai. Ab apko Bloger.com per jana hoga waha apko kuch es Tarah dikhega.





    Ab apko apni id se login karna hai.fir apko   

    Kuch is tarah dikhega.





    Ab apko new Blog ke option per click karna hoga eske baad apko blog ka Title aur blog ka url dalna hoga.


















    Title aur url dalne ke baad tamplate cunna hoga ghabraiye nahi aap ise baad me  badal sakte hai.
      
       Apne blog ko google search engine me submit kare Click hear

    blog se paisa kamane ke liye Click hear
    Read more ...