Saturday 26 March 2016

Kya karan hai blogger blog bana kar Fail ho jate hai

hello friends aj ham janege ki kyu blogger blog bana kar fail ho jate blogging me! waise to 5 out of 4 bloggers ki yahi kahani hai.
waise to blogging kuch logo ko starting me online paise kamane ka sabse aasan jariya samjh me ata hai isi karan wo blogging karte hai par unme se 90% quit karne ka sabse bada karan blogging me intresst paise ki wajah se hona naa ki apne sokh ki wajah se  friends mera manna hai blogging ko shokh ke liye kiya jaye to vistor ki chinta utni jyada nahi hogi aur app blog me post karte rahege..
aap paise kamane ke liye blog na bana kar ager ho sake to logo ki help ke liye blog banaye ye ek best tarika hai apne blog ko success karne kaaaaa........
make-moneyhome.blogspot.in
blog baana kar fail hone ka #1 karann
blog bana ker fail ho jana iska sabse bada karan traffic ka na aanaa.. ye bahut sare blogro ki prablem hoti hai unke blog per bahut ache article ke bavjud unhe traffic nahi milta kyu ki unko seo ki sahi jankari nahi hoti... 
blog ke seo se related kuch important jankari-



#2 time na de Panama

Time bahut important hota hai kisi jagah apna mukam hasil karne ke liye. Har kaam ka ek nischit samay hota hai
Aur yadi aap blogging me time nahi de pate to aap blogging  ki safal nahi ho sakte ek din me  kam se kam 1h ka time jarur de.

#3 subject wise jankari ki kami

Friends aksar dekha gaya new bloggers jyadatar Seo, blogging, aur make-money, se releted post jyada likhte hai. Aur unko khud ko iss bare
me jankari nahi hoti.Asia naa  kare sahi jankari apne visitor tak pahuchyege aur wo unke liye helpful hogi. Wahi post kare jiske bare
me sahi jante ho...

#4 Title post ka sahi naa hona

Aksar yahi dekhne me aata hai ki post ka title post ko maich nahi karta
Ya fir apne blog me jyada visitor ke liye post ka title aalag daal dete ho
Sakta hai ki kuch time ke liye profit ho jata hai per yahi trick apke permanent vistor ko nahi banne deti hai.

#5 Negative socna

Blogger me blog bana kar fail hone ka ye bahut bada kaaran
Hota hai yadi apko blogging me safal hona hai to apne ander positive soch rakhni hogi. Kyuki har blogger ka ek din hota hai..... Aj ke liye bas iyna hi...

Youtube ka best downloader
Top 5 android mobile under 5000
Mobile root kare without pc

Friends post ko "like" aur "share" jarur kare.



Read more ...

Thursday 24 March 2016

blog ke liye bilkul free Custom Domain kaise regesterd kare

Friends main janta hu ager ap ye post padh rahe hai to iska matlab apne Blogger per Free blog bana liya  hoga.lekin apko blogger blogspot.in ya com is tarah apko sab domain deta hai ager apko is sab domain ko hatana hai to app godaddy se 99rs/m ka domain kharid sakte hai. Ya fir blog ke liye bulkul free custom Domain ko regesterd karle.

Seo ki saari padhne ke liye click kare

Free custom Domain ke fayde.-

Kya ap jante hai blogspot.in sabko pata hota hai ki ye ek free service hai per ye kitne log jante hoge ki .tk .cf ye Domain bhi free hote hai.
I think 25-30% logo jante huge ki .tk service free hoti hai aur 70% apke .tk ke domain se impressed hoge. Jisse apki site ki traffic badhegi.

make-moneyhome.tk


Free custom Domain kaise regester kaise kare.-

Click kare freenom jane ke liye  Ab apko apna  site ke liye free domain search kare-
make-moneyhome.tk

Iske baad apke samne kuch option ayega jisme apko free wale domain ko chune.
make-moneyhome.tk

Get it now per click karke apko chekout karna hoga. Chekout ke doran kisi prakar ke payment ki koi jarurat nahi hai.

Note- friends maine free Domain yani (.tk .cf .ga .ml) ki baat  
Apne is post me ki na ki (.com .in)....

Post pasand aane per LIKE or SHARE jarur kare.

Read more ...

Monday 21 March 2016

blogger blog me HTML-javascript kaise add kare

Hello friends kya app Blogger me apna kisi prakar ka widgets jodna caahte hai. Yadi ha to caliye jante is post me blog me HTML-javascript kaise jode. Stape by stape.


Kya hota hai HTML-javascript..

Friends waise is morden jamane me aap HTML-javascript ke bare me suna hi hoga.
Ager nahi jante to main apko bata deta hu 
ki HTML-javascript ek prakar ki computer
Ki language hoti jaise hame ek-dusre se communication ke liye language (Hindi,English) ki jarurat hoti hai, usi tarah
Hame apni baat computer ko samjane ke liye (HTML-javascript,C) language ki jarurat hoti hai.

Blogger me HTML-javascript kaise joode:-

Goto-Blogger-layout ab apko yaha per
Add a Gadget ka option dikh raha hogs
Isme click karde new window khul jata hai
Isme kai option hoge apko HTML-javascript
Ko chune..
make-moneyhome.blogspot.in

Ab isko chune per apse title me apne widgets ka name daale aur fir uska HTML-javascript code
Dale fir save karde thats it.

Friends ager post acha laga to LIKE aur SHARE karna na bhule. Post se releted help cahiye to  comment kare...


robots.txt kaise jodte hai .
Sitemap submit kare blog ke liye.

Read more ...

post ko google search me 2min me kaise laye

Hello friends aj ham post ko google search 2min me kaise laate hai iski topic par baat karrge..... Waise to aap sab jante hoge normally google kisi post ko index karne ke liye
1 din ka time lagata wo bhi site ki rank achi ho tab nahi to 2-5 din bhi lag sakte hai. Yadi hamko koi post urgent Google search me Lana ho tab ham kya kar sakte hai. Caliye jante hai.!!

Post ko Google search me jaldi kaise laye....

Stape.1.-Sabse pahle apko post ka On page seo complete rakhe. Kam se kam 500 keyworld ka post likhe. Per post ko publish karne se pahle uska 
Title, URL, search description, H1 H2 heading per dhyan de taki apki post pahle search ane layak to ban jaye fir publish karde.

Post ko Google search me Lane ke liye ab ap
Ready hai now go to- Google webmasters fir ap
Apni site ko chune iske baad.
Crawl-Fetch as Google me click kare
make-monehome.blogspot.in

Fir apko apna publish kiya url dalna hai.
Man le apki post ka title- google search me post jaldi index kaise kare
To apka url hoga- http://yourblog.blogspot.in/03/16/google-search-me-post ab apko http://yourblog.blogspot.in  isko chodkar baki url ko fetch as Google karde iske baad submit to index kare is tarah ap 500/month post ko index kar sakte hai. fir 2min baad
Google me apni site check karle...

NOTE- Ager ap roj post karte hai tab apki post index 2min me hogi nahi to 2 ghante tak ka time bhi lag sakta h.....


post kaisi lagi hame jarur bataye apne comment ke jariye. LIKE and SHARE kare..

Blogging se releted post aur padhne ke liye Click kare
Read more ...

Wednesday 16 March 2016

Google me blog create karne ke baad kya kya karna cahiye

Google me blog create karne ke baad kya kya karna cahiye.

Hello friends mera naam shubham hai. Aj main blog create karne ke kya kare waise friends main ek post me apko sab kuch to nahi. But important chijo ke janne ke liye ap bilkul sahi jagah aye hai.

Chaliye mudde me ata hu.!!! Per ise pahle ager apne blog nahi banaya to Blog bana le.

make-moneyhome.blogspot.in

Google me blog create Karne ke baad google ki is service 
Ka use jarur kare.

(1)- Google analysis

Ye sabhi website or blogger ke bahut important service hai iske jariye ham apne visitor per najar rakh sakte hai. Aur unka behavior 
Jan skate hai ki unhe hamari site me kis tarah ki post padhna 
Pasand hai. Is tarah ham visitor badha skate hai.

(2)- Google webmasters tools

Friends webmasters me itne sare featured hai. Ki iske bare 
Main abhi is post me nahi bata sakta iske liye baad me 
Alag se post likhuga.

(3)- Keyworld planner tool

Ham apni site me Sab kuch karte hai per keyworld sahi nahi dalte
tab hamari site jyada search me nahi aati ise hame visitor kam milte h.

Blog create karne ke baad seo complete rakhe

Friends ye sabse importante hota hai apke blog ke liye ise bahut dhyan karna cahiye. Kyuki seo hi apke  blog ko Google search me lata hai Seo ki post ke liye yaha click kare

 Ab post likhne bathte apke samne sabse badi 
Problem ki kis topic me post likhu.
Bloggers ki yah problem ap Hubspot.com ke jariye
Solve kar payege isme apko post se related 3 keyworld dalne hote hai 
Aur apko post ka topic mil jata hai.

Friends aaj ke liye bas itna hi
Ager apko meri post pasand ayi
Ho SHARE jarur kare hamare fb page
Like karna na bhule.....

Read more ...