Thursday 5 May 2016

Facebook Sign Up Kaise Karte Hai puri jankari

Hello friends hamara pichla artical Template change ke baare me tha, blogging se releted kisi bhi article ko padhne ke liye CLICK HEAR. aaj ka haamara post Facebook me Sign Up Kaise Kare yani new account kaise baaanate hai.. to chaliye topic me aata hu.
Facebook new account kaise banaye

Facebook Kya Hai
aaj ki duniya me lagbhag aisa koi nahi hoga jisne kabhi Facebook naam suna naa ho, facebook abhi tak ki saabse badi social networking site hai. ye site 2004 me baanayi gayi hai. aur iske CEO mark zuckerberg hai.
iss site ke jariye aap apne door rahne waale friends and family members se contect kar sakte hai apne movements ko ek- dusre ke saath share kar sakte hai aur facebook per hi new friends bana sakte hai.. aur apni life enjoy kar sakte hai....

Facebook Me Sign Up yani New Account Kaise Banaye

step1- go to www.facebook.com
step2- click on Sign up.. sign up me click karte hi ek page open hoga.
Facebook Sign Up Kaise Karte
step3- yaha apko apni puchi gayi details ko sahi sahi dalna hai. isme apna name aur email ya mobile no. iske alawa password aur birthdate chun kar sign up karde... ager apne apna email dala hai to facebook ki taraf se ek email ayega usme ek link hoga jisse apna account ko verify karna hoga, aur ager apne mobile number daala hai to apke mobile pe code ayega jisko apko facebook me daalna hoga jisse apka account verify hoga... iss tarah aap Facebook Me Sing up yani New account Bana sakte hai..

apko meri ye post kaisi lagi jarur baataye koi problem ho to comment me puche...

Read more ...

Wednesday 4 May 2016

Blogger Templates Ko Kaha Se Download Kare Aur Template Kaise Change Kare Blogspot Me

hello friends apne blogspot me free blog bana liya hoga ab apko iss post me main blogger theme (template) kaise download aur uske baad change karte hai iski jankari duga... normaly jo templates blogger me free me diye jate hai wo template ka look koi khaas nahi jiske karan vistors ko koi khaas pasand nahi aata.. kyuki is time log khoobsurat chijo ko pasand karte hai isslye apne blog ko achaa dikhne ke liye apko css aur html5 ke templates ko apne blog me use kare.....

Blogsopt blog ke Template Kaha Se download kare

ager apko ache dikhne wale, seo friendly, ads ready template cahte hai to apko iss sites se template download karna cahiye..1- https://gooyaabitemplates.com/ 
blogger template site


Other Template site

2- http://designscrazed.org/
3- http://www.mybloggerthemes.com/
4- http://www.soratemplates.com/

ye kuch template ki site jaha se aap free me blogger ke template download karke apne blog ki theme ko change kar sakte hai.

Template Change Kaise kare

step1- go to Blogger.com iske baad apko template me click karna hoga.
Blogger template kaise change karte hai

step2- apko Backup and Restore ke option me click karke apne template ki xml file ko upload karna hai.
How to change template
to friends ab aap apne blog ke template (theme) ko download karna aur usko change karna jan gaaye hai..
ager kuch samaj me nahi aaya ya koi question ho post se related to comment me puche post aachi lagi ho to share karna na bhule.
Read more ...