Wednesday 27 January 2016

Apne mobile ko root kare bina computer hindi me

Hello friend apne mera pichla post padha hoga. Ager
Nahi padha to yaha pade:-PAISA KAMANE KA AASAN TARIKA

Friends aj ham mobile ko root karne ke baare me janege.
Q.1- Root kya h?
Ans-Root ka matlab h jad. Ise ham yh kah sakte h ki mobile ki security ko buypass kar uski jad me jana hi mobile rooting kahlata h.

Q.2- Root ke kya fayde aur kya nuksaan h?
Ans- mobile root ke fayde:-
(1)-ham playstore me uplabdh  app jinme root ki maag karta h unka use kr sakte h.
(2)-apne android system keep UI ko change kar sakte h.
(3)-apne processer ki speed bada kar mobile ki speed ko bada sakte h.
(4)-custom ROM install kar skate h.

Mobile root ke nuksaan:-
(1)-root karne se warranty ka loss ho jata h isly ager apka mobile under warranty h to abhi root na kare.
(2)root ke karne apki security buypass ho jati h to ager koi virus apke mobile me aa gaya to apka mobile dead bhi ho sakta h.

NOTE:- maine apko root Karne ke profit or loss dono ke bare me bata diya h ager ap fir bhi root karna cahte h to root karne par apke mobile me koi bhi problem aane per make-moneyhome.blogspot.in yani main (Shubham Gupta) jimedaar nahi huge
USE IT OWN YOUR RISK....

Jnlaniye youtube videos kaise Download kare

Janiye paisa kamana aasan h ya nahi

Apne Blog Ka Sitemap Submit Ke Liye Ye Article Jarur padhe


Root karne ke liye apko ek app download karna hoga jiska naam KING ROOT h.

Is app ko download karne ke liye Google playstore  me jaker screch kar ke install kar lete ise open karte h.
root mobile

Is app ko open karne per apko ek  batton dikhai due us per click karte h to mobile root hone lagta h.dehiye is image me.

Root ke 100% complate  hone tak intjaar kade aur jab 100% pura hoga to root successfully likh jaye to iska matlab apka mobile root ho chuka h....

Ager aapko mera post pasand aya to krpya LIKE aur SHARE jarur kare. 

1 comment: