Saturday 30 April 2016

adwords se Keyword Research For Seo Sahi Keyword kaise find kare puri jankari

friends keyword bahut important part hota hai seo ka kya aap jante hai ki sabhi successful bloggers most searched keywords ko find karke apni post me aise use karte hai ki aisa lage ye unki post ka hissa ho. caliye
aaj ham adworlds se keyworld research for seo kaise karte hai isi topic ke baare me apni post me batayege...
adwords se keyword research kaise karte hai keyword ki puri jankari
also read- blogger naa ban paane ke karan
also read- Youtube videos kaise download kare
keyworld kya hai
keyword ek aisa word hota hai jisse search engine janjati hai ki apka blog me kis tarah ki post ho rahi hai, manle ager apko koi mobile buy karna hai tab google me jin sabdo ko search karne me use kiya jata use keyworld kahte hai.  sahi tarike se keyword ka use karne se blog ki ranking badhti hai jisse apka blog search engines me upeer aajata hai..

Keyword Research se sahi keyword kaise find kare

Internet me keywords ko find karne ke liye google adwords ki keyword planner tool sabse aacha hota hai. ise lagbhag sabhi bloggers use karte hai, badiya kiyword research karne ke kuch tips-


1- post kiski hai aur google me usko kis- kis tarah search kiya jaa sakta hai. usko note karke keyworld research tool me unki mothly searches per month aur competiton ko dekh kar jyada search hone wale aur low competiton  wale keyworlds ka use karne se apko jyada traffic milega...

2- keyword Research me ek targeted keyword ko chune jiski monthly search jyada ho usko pure post 4-6 jarur use kare, kabhi bold karke italic aur under line ka use bhi kar sakta hai isse google ko pata chal jayega ki apki post kis baare me hai.

3- post se related keyword ko research karke pure post jaha jarurat ho use karna cahiye ise apka seo aur batter ho jata hai.

4- Blog ke labels me High quality ke keyword ka ka use kare kyuki search engines ke robot apke blog ke labels ko  bhi index karta hai isse apka traffic badhega.
note- target kiye huye keyworld ko 1.5-2.0 ke anupaat me hi use kare nahi to google apke post ko spam maan sakta hai ....

Keyword placement kaha kare

1- Title
2- 1st paragrahap me 
3- permalink
4- post ke last me
5-Description me
6- image title aur alt text me

to iss tarah aap keyword research seo ke mutabik optimization karke badi matra me organic traffic apne blog me laa sakte hai...
meri ye kuch seo tricks apko kaisi lagi jarur bataye, post ko share karna na bhule.....







1 comment:

  1. Acha Blog hai sir. Acha Traffic paane ke Liye apne Blog ki SEO kare. SEO ki Poori jankari ke Liye HindiseHelp.com ke sath Judiye.

    ReplyDelete