Wednesday 16 March 2016

Google me blog create karne ke baad kya kya karna cahiye

Google me blog create karne ke baad kya kya karna cahiye.

Hello friends mera naam shubham hai. Aj main blog create karne ke kya kare waise friends main ek post me apko sab kuch to nahi. But important chijo ke janne ke liye ap bilkul sahi jagah aye hai.

Chaliye mudde me ata hu.!!! Per ise pahle ager apne blog nahi banaya to Blog bana le.

make-moneyhome.blogspot.in

Google me blog create Karne ke baad google ki is service 
Ka use jarur kare.

(1)- Google analysis

Ye sabhi website or blogger ke bahut important service hai iske jariye ham apne visitor per najar rakh sakte hai. Aur unka behavior 
Jan skate hai ki unhe hamari site me kis tarah ki post padhna 
Pasand hai. Is tarah ham visitor badha skate hai.

(2)- Google webmasters tools

Friends webmasters me itne sare featured hai. Ki iske bare 
Main abhi is post me nahi bata sakta iske liye baad me 
Alag se post likhuga.

(3)- Keyworld planner tool

Ham apni site me Sab kuch karte hai per keyworld sahi nahi dalte
tab hamari site jyada search me nahi aati ise hame visitor kam milte h.

Blog create karne ke baad seo complete rakhe

Friends ye sabse importante hota hai apke blog ke liye ise bahut dhyan karna cahiye. Kyuki seo hi apke  blog ko Google search me lata hai Seo ki post ke liye yaha click kare

 Ab post likhne bathte apke samne sabse badi 
Problem ki kis topic me post likhu.
Bloggers ki yah problem ap Hubspot.com ke jariye
Solve kar payege isme apko post se related 3 keyworld dalne hote hai 
Aur apko post ka topic mil jata hai.

Friends aaj ke liye bas itna hi
Ager apko meri post pasand ayi
Ho SHARE jarur kare hamare fb page
Like karna na bhule.....

No comments:

Post a Comment