Saturday 30 January 2016

apne website(Blog) ka traffic badhne ka secrect hindi me

The History of Secrect to increase Blog traffic in Hindi(blog ka traffic kaise badhye)


Hello Dosto kya apki problem bhi blog me traffic ke naa ya bahut hi kam aane ki hai.

To chaliye jante h ki blog me traffic kyu nahi aate aur iske kya karan ho sakte h.

(1)-Blog ka Google search me na aana.ABHI SUBMIT KARE APNI SITE GOOGLE KO
(2)-Blog ki post ka seo friendly na hona
(3)-Blog ka template seo friendly na hona.APNE BLOG KE LIYE TAMPLATE CHUNE
(4)-Blog ki post ka seo friendly na hona.
(5)-Blog ka sitemap submit na hona.SUBMIT SITEMAP TO GOOGLE
blog traffic

(1)- Guest blogging

Guest blog ke jariye badi matra per traffic ko apne blog
me laa sakte iske liye kuch ache blog per guest bloging
Kare. Example me main apko kuch ache blog keep
naam deta hu.
(1)- shoutmeloud.com
(2)- hindimehelp.com ise aap sab jante hi hoge ye
Kafi popular ho gaya hai.
(3)- shaportmeindia.com
Apko inke alawa aur kisi blog ke baare me jante ho to
Ap usme bhi guest post kar sakte hai.

(2)- Site comment ka use kare.

Site comment ek bahut aacha rasta hai apne blog keep
Link ko dusre kee jyada traffic wale blog me daalne ka
Ise traffic ke sath blog ki rank bhi badhti hai.

(3)- Search Description Dale.

Search description ko jarur dale ise Google apke post ko
Janega ki post kis baare me hai. Aur seo ke liye keyworld 
Milega.

(4)- Title unique dale aur lamba dale.

Title ko lamba dalne se uske google search me aane ke chance badh jate hai
Exemple- maan le ki apne Blog banane ki post likhi ab uska title kya dege.
Small title- blog banane ka tarika.
Big title- free me blog kaise banate hai janiye hindi me.
Isme apke jyada keyworld search me aate hai.

YOUTUBE VIDEOS DOWNLOAD KE LIYE CLICK KARE

FREE BLOG KAISE BANAYE CLICK HEAR

Janiye Paisa kamane k #1tarika online

(5)- Apnea title se sambandhit keyworld ka use kare.

Manle ki aapne ek traffic ki post likhi hai. Aur uska title- traffic ko kaise badhte hai 
Isi tarah ka milta julta subtitle me like
Jaise- traffc kya hai etc
Ise apko jayada keyworld mil jayege 
Aur apki site google me uper aayegi.

Bes itna hi karne se apko google search se traffic milne lagega.

Ager apko mera yah post pasand aya to please "LIKE" AND "SHARE" aur kisi bhi prakar ki help cahiye to comment on box.....!!!!






Read more ...

Wednesday 27 January 2016

Apne mobile ko root kare bina computer hindi me

Hello friend apne mera pichla post padha hoga. Ager
Nahi padha to yaha pade:-PAISA KAMANE KA AASAN TARIKA

Friends aj ham mobile ko root karne ke baare me janege.
Q.1- Root kya h?
Ans-Root ka matlab h jad. Ise ham yh kah sakte h ki mobile ki security ko buypass kar uski jad me jana hi mobile rooting kahlata h.

Q.2- Root ke kya fayde aur kya nuksaan h?
Ans- mobile root ke fayde:-
(1)-ham playstore me uplabdh  app jinme root ki maag karta h unka use kr sakte h.
(2)-apne android system keep UI ko change kar sakte h.
(3)-apne processer ki speed bada kar mobile ki speed ko bada sakte h.
(4)-custom ROM install kar skate h.

Mobile root ke nuksaan:-
(1)-root karne se warranty ka loss ho jata h isly ager apka mobile under warranty h to abhi root na kare.
(2)root ke karne apki security buypass ho jati h to ager koi virus apke mobile me aa gaya to apka mobile dead bhi ho sakta h.

NOTE:- maine apko root Karne ke profit or loss dono ke bare me bata diya h ager ap fir bhi root karna cahte h to root karne par apke mobile me koi bhi problem aane per make-moneyhome.blogspot.in yani main (Shubham Gupta) jimedaar nahi huge
USE IT OWN YOUR RISK....

Jnlaniye youtube videos kaise Download kare

Janiye paisa kamana aasan h ya nahi

Apne Blog Ka Sitemap Submit Ke Liye Ye Article Jarur padhe


Root karne ke liye apko ek app download karna hoga jiska naam KING ROOT h.

Is app ko download karne ke liye Google playstore  me jaker screch kar ke install kar lete ise open karte h.
root mobile

Is app ko open karne per apko ek  batton dikhai due us per click karte h to mobile root hone lagta h.dehiye is image me.

Root ke 100% complate  hone tak intjaar kade aur jab 100% pura hoga to root successfully likh jaye to iska matlab apka mobile root ho chuka h....

Ager aapko mera post pasand aya to krpya LIKE aur SHARE jarur kare. 

Read more ...

Tuesday 26 January 2016

internet me online paisa kamaye aasani se

Hello friends aaj main apko batauga ki ap kon-kon si site se ad code apne blog per laga kar paise kamane ki puri jankari duga.
Usse phle apko blog banana hoga.kuch stape ka palan karna hoga.(1)-AP YAHA CLICK KAR BLOG BANANE KI JANKARI PA SAKTE HAI

(2)-ab apne blog bana liya h an ap us blog ki traffic badhane ke liye blog ka google serach me aana jaruri hai.APNE BLOG KO GOOGLE ME SUBMIT KARNE KE LIYE CLICK KARE

(3)-ab apne blog bana liya aur usko google me bhi submit jar diya hai.ab apne post ki jankari Google ko dene ke liye Sitemap submit kiya kya agar
Nahi kiya to SUBMIT YOUR SITEMAP TO GOOGLE

Ager apne 3stap ko fellow kiya an main batata hu paise kaise kamana h.

En 3stape ke baad kuch log seedhe jakar chitika adsens infolink adhitz popads revenue per account  bana kar paisa kamane ki kosis karte h aur unmese 90% log paisa na kama pane se bloging quit kar dete hai. apke blog me 50 se bhi cam vistor aate hai. Aur ap ja kar
As a publisher paisa kanane ko sochte h ye galat hai pahle apko  apne blog ka traffic badhana hoga
Iske liye apko roj kam se kam 2 post kare aur dhayan rakhe ki post achi ho ap 30 dino tak post  kare to apke blog me 30*2=60 post hogayegi. Aur apke  vistor bhi 4000-8000 tak ho jayege aur ap
As A Publisher $5-$10 doller kama sakege.
Ager ap $5 doller ko indian rupiye ke hisab se dekhege to $1=66rupiya 66*5=330rupiya roj kama sakte hai.

Ager apko mera post pasand aya to hame LIKE karna  na bhule

Krapya is post ko Fb or Twitter me share kar is jankari ko jyada logo tak pahuchane me meri madad kare

CLICK HEAR TO EARN WITH REVENUE BECOME A PUBLISHER

Iisko bhi padhe:-
 Making money online easy or difficult

Read more ...

Sunday 24 January 2016

Download kare youtube videos apne mobile per

CLICK HEAR TO READ HOW TO CREATE A BLOG
Hello friends aj main apko YouTube se video mobile me Kaise download kare ye janege.
Chliye phle jaan le ki YouTube kya hai waise to app sabhi YouTube ke baare me Jante hoge magar Jo nahi jante une batana chauga ki YouTube ek video ki bahut badi site hai jaha roj million people apnea entertainment ya apni samaya ke samadhan ke liye YouTube per video dekhne aate hai.

Ab apne Jan liya hai ki youtube kya hai. WiFi walo ke liye video watch Karna think hai. Per mobile data use karne wale ke pass data simit hota hai low data samasya ke liye ap online video na karke download karke dekha ja sakta hai.
Ab app such rahe hoge ki YouTube se video kaise download kare apne mobile per Aap yaha click kar tubemate app download kare uske baad us app ko open kare WO kuch is tarah hoga
IIsle baad app video scerch kare Jo video apko dekhni ho
Usko open kare or download per click kre apke samne
Video ko kis formate me download karna hai use chuna
Hoga.
Ab apko jis format me video chahiye us per click kare
Aur dubara Download me click kar de. Apni video ko
Pura download hone tak untjar kare. Ab ap download
Pura hone ke baad video dekh  sakte hai.....

Yadi apko hamari post pasand aayi to like kare.
Krapya share baton ko use kar post ko facebook aur twitter per Share kare.

CLICK HEAR TO SUBMIT SITEMAP TO GOOGLE

SUBMIT YOUR BLOG TO GOOGLE SCRECH ENGINE

EARN MONEY BY COMPLATEING TASK
Read more ...

Thursday 21 January 2016

making money online is easy or not

Kya app jante hai ye ek coman saawal h. Ki net she paisa kamana kathin ya saral h?

Agr ap mujhse puchege to main kahuga yah work un logo ke liye kathin h jo sochte h ki ham ek blog bana kar usme ad laga kar chor dete h. Aur kuch samay baad Earning check karne chale aate h. Blog bas banane se earning nahi ho jati isle liye kai stape se gujarna padta h.

Ex(1)- apna post khud likhna (churana nahi)

(2)- apne blog ko Google yahoo bing search engines me submit karna.CLICK HEAR TO SUBMIT YOUR BLOG TO GOOGLE

(3)- site map google me submit karna.CLICK HEAR TO SUBMIT SITEMAP TO GOOGLE

(4)- apne blog ya site ko social networking me pramot karna.

(5)- aur blog me template user friendly rakhna aane wale comment ka javab dena etc.....

Aur sabse important sabara hona. WO to apne suna hi hoga yadi koi kaam karo to sabar rakho isse kaam ko safalta milti hai......

Yadi aapko mera post pasand aaya to fellow kar sakte hai.

Koi samasya to comment kare.


Read more ...

Wednesday 20 January 2016

apni website (Blog) ka sitemap submit karene ki puri jankari hindi me


(1):- CLICK HEAR Go To Webmasters

(2):-Abmax-resultstle par click karegege to ek page khulega.kuch is tarah seee.
(3):- ab sitemap per click karge to ek aur page khulega. Jisme  add aur tast sitemap ka option hoga.us per Click karege.

(4):- Enter this sitemap:-
atom.xml?redirect=false&start-index=1&max-results=500

Ab is site ko submit kar de.

Click Hear To Submit Your Blog To Google

Read more ...

apni free website(blog) banane ki puri jankari hindi me

Hello my name shubham aur main aaj apko yah batauga ki blog Kaise banate hai. 
Waise to aap sabhi blog ke bare me jante hoge. Par Jo nahi Janet unko batana chauga ki blog ek aisa madhyam jiske jariye aap aapni baat duniya ke saamne rakhte hai. Ab apne jan liya blog kya hai.

Blog banana bahut aasaan hai. Bas apko ek gmail ki id ki jarurat hogi Jo app yaha bana skate hai.  CLICK HEAR

Ab apke paas gmail id hai. Ab apko Bloger.com per jana hoga waha apko kuch es Tarah dikhega.





Ab apko apni id se login karna hai.fir apko   

Kuch is tarah dikhega.





Ab apko new Blog ke option per click karna hoga eske baad apko blog ka Title aur blog ka url dalna hoga.


















Title aur url dalne ke baad tamplate cunna hoga ghabraiye nahi aap ise baad me  badal sakte hai.
  
   Apne blog ko google search engine me submit kare Click hear

blog se paisa kamane ke liye Click hear
Read more ...