Wednesday 4 May 2016

Blogger Templates Ko Kaha Se Download Kare Aur Template Kaise Change Kare Blogspot Me

hello friends apne blogspot me free blog bana liya hoga ab apko iss post me main blogger theme (template) kaise download aur uske baad change karte hai iski jankari duga... normaly jo templates blogger me free me diye jate hai wo template ka look koi khaas nahi jiske karan vistors ko koi khaas pasand nahi aata.. kyuki is time log khoobsurat chijo ko pasand karte hai isslye apne blog ko achaa dikhne ke liye apko css aur html5 ke templates ko apne blog me use kare.....

Blogsopt blog ke Template Kaha Se download kare

ager apko ache dikhne wale, seo friendly, ads ready template cahte hai to apko iss sites se template download karna cahiye..1- https://gooyaabitemplates.com/ 
blogger template site


Other Template site

2- http://designscrazed.org/
3- http://www.mybloggerthemes.com/
4- http://www.soratemplates.com/

ye kuch template ki site jaha se aap free me blogger ke template download karke apne blog ki theme ko change kar sakte hai.

Template Change Kaise kare

step1- go to Blogger.com iske baad apko template me click karna hoga.
Blogger template kaise change karte hai

step2- apko Backup and Restore ke option me click karke apne template ki xml file ko upload karna hai.
How to change template
to friends ab aap apne blog ke template (theme) ko download karna aur usko change karna jan gaaye hai..
ager kuch samaj me nahi aaya ya koi question ho post se related to comment me puche post aachi lagi ho to share karna na bhule.

No comments:

Post a Comment