Friday 26 February 2016

robots.txt file add kaise kare or ye kyu jaruri hota blogger me

Hello friends aap sab jante hai ki robots.txt apke blog ya site me liye kitna important hota hai.
Ager ye galat ho jaye to apki site ko search engine
Ignore kar sakta. Islye is post ko dhayn se padhe.
blogger me robots.txt kaise edit kare
Add caption

Blogger ki puri jankari ke liye click kare

Robots.txt kya hai..??

Ye coman sawal hai main iske bare me yahi kah sakta hu ki ye
Ek robot hai jo google ko batata hai ki ham apni site me kya
Google me dikhna cahte hai aur kya nahi dikhana cahte.

How to solve biggeast problem with add robots.txt in blogger Hindi me.


Sabse pahle aap apne blog ki SETTING-SEARCH PREFERENCES me jaye.
Iske baad apko CUSTOM ROBOTS.TXT ko enable kare uske ye code copy karke iske sitemap ko apne sitemap se replace karde fir o
Robots.txt me code ko daal kar save kar de.


User-agent: Mediapartners-Google 
Disallow: User-agent: * 
Disallow: /search 
Allow: / Sitemap: http:/make-moneyhome.blogspot.in/sitemap.xml

NOTE- Ager apko koi baat nahi samaj ayi 
To comment karke puche kyuki ager apne
Kuch bhi galat kar diya to apko google se
Traffic nahi milegi.

Apko meri ye jankari kaisi lagi. Apne comment ke dwara jarur bataye aur post achi lagi to LIKE aur SHARE Kare. 

No comments:

Post a Comment