Wednesday 20 January 2016

apni free website(blog) banane ki puri jankari hindi me

Hello my name shubham aur main aaj apko yah batauga ki blog Kaise banate hai. 
Waise to aap sabhi blog ke bare me jante hoge. Par Jo nahi Janet unko batana chauga ki blog ek aisa madhyam jiske jariye aap aapni baat duniya ke saamne rakhte hai. Ab apne jan liya blog kya hai.

Blog banana bahut aasaan hai. Bas apko ek gmail ki id ki jarurat hogi Jo app yaha bana skate hai.  CLICK HEAR

Ab apke paas gmail id hai. Ab apko Bloger.com per jana hoga waha apko kuch es Tarah dikhega.





Ab apko apni id se login karna hai.fir apko   

Kuch is tarah dikhega.





Ab apko new Blog ke option per click karna hoga eske baad apko blog ka Title aur blog ka url dalna hoga.


















Title aur url dalne ke baad tamplate cunna hoga ghabraiye nahi aap ise baad me  badal sakte hai.
  
   Apne blog ko google search engine me submit kare Click hear

blog se paisa kamane ke liye Click hear

No comments:

Post a Comment