Saturday 30 January 2016

apne website(Blog) ka traffic badhne ka secrect hindi me

The History of Secrect to increase Blog traffic in Hindi(blog ka traffic kaise badhye)


Hello Dosto kya apki problem bhi blog me traffic ke naa ya bahut hi kam aane ki hai.

To chaliye jante h ki blog me traffic kyu nahi aate aur iske kya karan ho sakte h.

(1)-Blog ka Google search me na aana.ABHI SUBMIT KARE APNI SITE GOOGLE KO
(2)-Blog ki post ka seo friendly na hona
(3)-Blog ka template seo friendly na hona.APNE BLOG KE LIYE TAMPLATE CHUNE
(4)-Blog ki post ka seo friendly na hona.
(5)-Blog ka sitemap submit na hona.SUBMIT SITEMAP TO GOOGLE
blog traffic

(1)- Guest blogging

Guest blog ke jariye badi matra per traffic ko apne blog
me laa sakte iske liye kuch ache blog per guest bloging
Kare. Example me main apko kuch ache blog keep
naam deta hu.
(1)- shoutmeloud.com
(2)- hindimehelp.com ise aap sab jante hi hoge ye
Kafi popular ho gaya hai.
(3)- shaportmeindia.com
Apko inke alawa aur kisi blog ke baare me jante ho to
Ap usme bhi guest post kar sakte hai.

(2)- Site comment ka use kare.

Site comment ek bahut aacha rasta hai apne blog keep
Link ko dusre kee jyada traffic wale blog me daalne ka
Ise traffic ke sath blog ki rank bhi badhti hai.

(3)- Search Description Dale.

Search description ko jarur dale ise Google apke post ko
Janega ki post kis baare me hai. Aur seo ke liye keyworld 
Milega.

(4)- Title unique dale aur lamba dale.

Title ko lamba dalne se uske google search me aane ke chance badh jate hai
Exemple- maan le ki apne Blog banane ki post likhi ab uska title kya dege.
Small title- blog banane ka tarika.
Big title- free me blog kaise banate hai janiye hindi me.
Isme apke jyada keyworld search me aate hai.

YOUTUBE VIDEOS DOWNLOAD KE LIYE CLICK KARE

FREE BLOG KAISE BANAYE CLICK HEAR

Janiye Paisa kamane k #1tarika online

(5)- Apnea title se sambandhit keyworld ka use kare.

Manle ki aapne ek traffic ki post likhi hai. Aur uska title- traffic ko kaise badhte hai 
Isi tarah ka milta julta subtitle me like
Jaise- traffc kya hai etc
Ise apko jayada keyworld mil jayege 
Aur apki site google me uper aayegi.

Bes itna hi karne se apko google search se traffic milne lagega.

Ager apko mera yah post pasand aya to please "LIKE" AND "SHARE" aur kisi bhi prakar ki help cahiye to comment on box.....!!!!






No comments:

Post a Comment